Bharatiya pracina evam arvacina pracalita siksa paddhatiyam eka tulanatmaka adhyayana
Loading...
Date
item.page.authors
Journal Title
Journal ISSN
Volume Title
Publisher
Abstract
Shiksha manushya Samaj ki mulbhut avashyakta hai. Samaj Ko samriddh banane ke liye Shiksha ki Vishesh Bhumi ka rahti hai. Bhartiya Shiksha Vidyarthi ko sarvagin Vikas ke liye prerit karti hain. Vaidik Shiksha ka uddeshy vyakti ya manushya ka sarvagin Vikas, vyavhar mein Parivartan Lana aadhunik kalin shiksha se yah sambhav nahin hai. Anushasan mein rahakar Shiksha prapt karna prachin Shiksha ka ek abhinn ang tha, parantu aaj Vidyarthi anushasan ko bhul gaya hai. Aadhunik Shiksha mein antarjatiy prashikshan se Vidyarthi dur ki Shiksha ko bhi saralta se prapt kar sakte hai. Vartman Samaj ki avashyaktaon ko dekhte hue prachin v aadhunik koi bhi Shiksha paripurn nahin hai. Atah donon hi Shiksha mein acche tatv Hain, jinka grahan kar Samaj Ko uchit Shiksha de sakte hai.
newline