Gramin samajshastra ki drishti se maitreyi pushpa ke upanyason ka adhyayan
Loading...
Date
item.page.authors
Journal Title
Journal ISSN
Volume Title
Publisher
Abstract
Prstut Shodh-Parbandh mein Gramin-Samajshastra ke niyamak tatvon ko aadhar banakar Maitreyi Pushpa ke upanyason ka
newlinevishleshan kiya gaya hai. Iss Shodh-Parbandh mein Gramin Samajik Sansthaon, Gramin Samajik Sanskriti, Gramin Samajik
newlineNiyantran, Gramin Samajik Privartan tatha Gramin Samajik samsyaon ka chitran kiya gaya hai. Maitreyi Pushpa ka sampuran
newlinesahitya Gramin jeevan ka digdarshan karwata hai. Yeh un sahityakaron mein se ek hai, jinhone gramin samaj ke pashaangat
newlineanubhavon ko grihan karke unka hal apne upanyason ke madhyam se prakat kiya hai. Iss prakar yeh Shodh-Parbandh purnataya
newlinemolik hai.
newline